Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
tum likh likh kar thak jao
tum recrod kar lo bolay to apun kay aqwal-e-zareen ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
tum likh likh kar thak jao
tum recrod kar lo bolay to apun kay aqwal-e-zareen ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yeh akwal-e-zareen koun hai hai teacher
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yah tum apun key shagird Shazia say pochoo ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nahi aapun too aapne teacher se puche gi aapun aur kisi se nahi puchti
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
tum apun ka shagird kub say ho gia
tum apun ka frend ho
bolay to fashat friend
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nhi ayoob bhai nhi thakti…aik liter mai 50 km kerti hun ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aapun frnd too hai lekin shagird bi too hai na aapun aap ka
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yah ayoob bhai tumhara doodh walla hay kia ![]()
naheen shagir bannay key liye aapun ke fees aada karni parti hay
bolay to rokkra kharach karna parta hay
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aapun ko bi rookra dena pare ga kya aapun too aapki dost hai na bolle too frnd
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
frend apni jagah bushiness apni jagah
bolay to rooz gaar
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
hahah ok too kitni hai aap ki fess bole too kitna rokra loo ge
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sub say pahlay 100 gauz key pagri boltay manzoor ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aapun ko samajh nahi aayi so plz dobara explain karain
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Poocho kis baat pe nahi aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
main sannan koo keh rahi hoon mujhe un ki bhaat pe samajh nahi aaya aapki bhaat pe nahi
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yahi to masla hay mein samjha naheen sakta hoon ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aap kya kar sakte hoo aap ko explain nahi karna aata bare afsoos ki bhaat hai wase:smack2:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
explain aur tum ko
tum abhi chotti kaaki ho
tum jub bari ho jao gi to samjha doon ga ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
[quote=“Sannan, post:9, topic:233520”]
yah ayoob bhai tumhara doodh walla hay kia ![]()
nhi lakarr hara hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
abhi tak no ghussa