Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

at myself :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

at no one

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aapnay aap par :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ye aaj sab ko apnay aap per ghussa kiun aa raha hai??..baaki log kahan gaye ghussa utaarnay k liay :hehe:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Neha :frowning:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

awwwieeeeeeeeeee kya hua ?:bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

can’t share :teary3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ohhhh dun be sad…:(..matti paao :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

chor gaye :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein to matti daal raha hoon par :teary3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

naye dhoond lo na..log tpu itnay hotay hain ird gird :(..dunia logon se bhari pari hai :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mehfil mai bhi..tanha hain hum :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kahnaa bohot asaaan ha bibi !!

karna bohot muskil

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nahi nahi sab log aik jese hotay hain…in the end u will get to know that;)

haan per tasalli tou di jaa sakti hai na:kursi:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:k: agreed

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

no way..sub aik jese nai..mere jaisa aur koe nai…and mere best frnd jaisa bhi koe nai :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

par kya??? tum sahee waali matti nahi daal rahay…balkay cement daalo :smiley:

hotay hain LP ..wese bhi anything u lose automatically doubles in value :slight_smile:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

whoz ur best friend?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Mein to cement kia concrete bana raha hoon dafan karnay kay liye leekan Agla :teary3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kisi achay brand ka khareedo :hmmm:
aaj kal milawat bohat hoti hai :hinna: