Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ok matt btayooo … i know who is he :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

achaa .. koun hei vo

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mai b tmhe nhi btayoo ga :zobo:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kyunki u dont noe .. vo lakhoun mein aik hei lakhoun mein

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

good for u, mai to trillions mai ek hoooo :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????


**
laakhoN haiN nigaah meN, zindagii kii raah meN
sanam Haseen jawwaaN!
hoNtoN pe gulaab hai, aaNkhoN meN sharaab hai
lekin, vo baat kahaaN!!!**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:no: u tou aik saal mai bigar gaye :hayaa:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**
u ke point of view se bigaR gayaa…apne point of view se to sudhar gayaa…hahaha…sharafat se 30 saal bitaa diye ek bhi nai mili…ab dekho bigaRte hii line lag gaii :wink: hahaha vo bhii GS par haha**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

u think :omg:

jaain jaian..bigri hue se shadi kariangey..tou sari umer pachtaingey :snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nahii sirf vo trillionz mein aik hei

hmm .. gudd ..

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

no gussa for me too .. :woho:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

daal gir gai meri...is liye zaraa saa jhunjhlaa gayaa lol

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

phir mai gazillion mai ek hooo .. :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

LAST EPISIODE OF “DASTAAN” PE BAHUUUUT GHUSSA AAYA :mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

thandi ho jayoo abb :mirch:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nai aaya aaj :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

thank you, I needed that.. but i’m sill :mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:hugz: dont worry

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aj i am calm no ghussa :rotato: