Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
jis na lecture miss kia - aous ki saza !! khud par kar ayee
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
jis na lecture miss kia - aous ki saza !! khud par kar ayee
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aisa nai hota institutes mai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
apne ap per
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
koi to saza honi chaihyaa naa - class miss karna ki
you can go for a fast review - not the whole lecture
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
i go for a fast review…and then breakm ai they come up with al sorts of qs..and sari break khatam ho jati hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
to break ma bahir nikal jana tea peenay :D
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
but mai tea he nai peeti ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
chalo juice ka lia nikal jana
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aur phir students ke marks kharab aingey ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
paper easy banna na ;)
marks achay he ayeen gay
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
no point if they dont learn anything
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
1 class ma kitna miss ho jayee ga??
they would have learnt the rest !!
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
but test bhi every 4 classes ke baad hota hai na ![]()
so 1/4 th portion goneeeeeee
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
haan to theeek ha na !!
they should study again in ur next session !!
dubara fee's dain ;)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
u ke ideas will get me kicked outtttttttt ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
gussa abhi tak to nahi aya hai
baad ka pata nahi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
me ko bhi abhi nai hai :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
me ko aa jayee ga- LP ki mar kah kah ka ![]()
har dosri post ma ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nauman sahab :\femme: abhi tou aram se maar rahi hoon..zoor se kiya tou kya hashar hoga u ka ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
hashar kaya hona ha !!
khoon nikal ayee ga zayda sa zayda ?
ma katal ho jaoon ga??
tumhain shutaaz pakar kar la jaeeen gaaa
phir tumhara sath kaya ho ga :D