Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ye bhi hai

waisay bhi im a vampire :meeno:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

korni baji m still waiting for pix :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

oye huay kon si pix

haey sweetie mein bhool jati houn

uff bachoun ki waja say bus :frusty:

phir batao kon si pix :smack:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

u promised me ages ago dat u will show me ur kidz pix :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha wo

chalo abhi pm keerti houn :slight_smile:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

thnkoo
jaldi sy kro

me waiting

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kerdi haen :slight_smile:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mil gayen

wowwwwww
they r adorable :slight_smile:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

thank you :slight_smile:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

at a frnd

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhay pata hai hai LP tum mujh per gussa ho

hain na :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

u ne aisa kya kiya hai :khums:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein duusray ka ilzaam upnay sr lay rahi houn

taakay tumhara mood acha ho jaey :hugz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wht mood acha…aik reply nai kiya ja sakta… ungliyan dukhti hain… :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

The snow. It’s not going away…:naak:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujeh to Ghusaa aataa hii nahiiN…agar aataa hai to phir be_Hisaab aataa hai…mujhe Ghusse ka daura pichhli sadi meN paRaa thaa…tab se i’m a cool guy…as cool as ice :slight_smile:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

not ghussa anymore

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

me not ghusa, but few pplz are ghusa on me … :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa at the test paper:bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

at NYfella for posting itney dheere dheerey :mad3: