Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

gussa GMT par mara aj kal ho jata hi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

subha subha ankh khul gayee…ghusa aying :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

chai meN sugar kam hai...Ghussa aaying...i take equivalent of 4 teaspoons of sugar in ma cup of thea...i tastes like 1/2 of that :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ankh late khulne pe :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

gussa subhaaa subhaa :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apni neend pe :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apni maid per:mad:..she is so arrogant and batameez:aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ap se aik maid b control nhi hoti :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gusa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aik se zayada hain :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tou phr kiya howa hai management mai kiya perha hai ap nai abt handing work forcee… :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wo sab kitaabi batain thin…reality mai insano ko handle kerna bara mushkil hai :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ye tou hai par howa kiya hai :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

she is very batameez :mad:..mai ne usko bola mera room q saaf nahi kiya and she said coz u were sleeping..i said tumko kerna chaiay tha,mai ne mana tou nahi kiya k jab so rahi hun tou room na saaf kero..and she said jab khud aap bolteen hain k mai so rahi hun room mai mat ao tab kuch nahi hota aur jab mai na saaf kerun tab bolna hota hai and i was like :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tou kal kerwa lai na ap ne kon sa saaf room mai bangrai daal nai hainnn … wo tou vese b daal saktii hoo ap safie kay beghair …:shoaby:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ab kal hee kerwaun gee na :bummer: and room her waqt saaf hee hona chaiay

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kiyo ? ye room hai ya office :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

room ganda hona chaiay kya :kursi:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

room messy na hoo maza he nhi aata … :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhay aata hai ..and i cant stand mess around me :aj: