Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
sukar hay aik baat nai hay warna sunna e parhti hamien :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
sukar hay aik baat nai hay warna sunna e parhti hamien :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**To aik aik kar ke sab bhi suna sakti hoon ![]()
Lekin nhi karoongi ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Sukar hay sukar hay k aap ne na batane ka erada kar liya hay
khabardaar jo apne is erade ko badalne ki koshish ki aap ne tu ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
**Main apna irada nhi badloongi :@:
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Thanks in Advance apna erada na badalne ka erada karna pr :p
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
*Welcome :@: Meray iraday na badalne ke irayaday ko appreciate kar ke :@:
*
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ab meri urdu khatam ho gi hain ab eradoon mai mai mazeed koi erada shamil karne se Qasir hon
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
*Maine pehle irada kiya ab aap ki baari koi irada karne ki :@:
*
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mai erada nai balke direct amal kiya karta hon :D :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Uske liye bhi irada hota hai ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
erada ho tu us erade par amal kar thora mushkil ho jata hay
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
jaise aaj mai ne erada kiya tha k mai 12 baje tak so jaoon ga :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Khud bhi confused lagtey ho aur ab mujhe bhi kardiya hai ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
hehehe
mai ne kese kiya aap ko konfused
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ubhi gussa ayeing .. ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haan yah baat bhi hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Buhat Ghussa aaya howa hay mujhay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Ghussa kya howta hain bhai... menoo ko tho is ka koy pata naheen. :p
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mein bhi dhoond raha hoon iss ko ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Arey La patha ka doondna na-munkin hain…
Chalo do suttah sadee tharfoon la lo
:cobra: