Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

challo g me off now :wink: ghuss mat karo aur apnay hathoon ko aab dhoona mat warnah meri khushbo challi jai gi :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

huh maar maar k hath mein dard ho gaya but tum nahi sudhre :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein sudhra sudhraya hoon :salute: tum nay khawamkhwah zahmat key :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sudhre hue aur tum :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Hansi tou phansi :jano:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ur wish :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussay kia to pocket mein aai :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kuch din he haraab chal rahay haen meray to :smack:

everyday gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abhi do logon par bohot ghussa aaraha hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

do log

GS per haen :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nahi ji

ghar par hain, i m living in a joint family now after moveing to pak

khair ab to ghussa bohot kam ho gya hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

uj koi gussa naii g

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

joint family :hayaa:

khaer, lets not go to that discussion yet :wink:

mein abhi bhi gussay mein houn :smack:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

apaa g apko kyu gussa charha hua hai??

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

awwww

:sara:

aap ko kyun ghussa aa raha hai

waise Gsing really help ghussay main :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhay bus yaar

koi aik waja ho to batoun mein :frusty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

khud pur gussa ayya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

name

ye to hai

bus koshish ker rahi houn k gussa kum ho jaey

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Mana kiyaa thaaaaaaaa naa ka agggggg mat anna … rest kernaa … kero phr apni marziii :aj::smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

abhi gussa us cockroach per aya jis ko meinay maar deeya hai :shikari: