Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

but i dont love any kinda smoker :snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

y so surprising?..Sannan tumko khud b apnay aap per ghusa ata hai kya ?:hmmm: :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Haan sahi kaha apne :lifey:

Haan aisa he smjhay :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yeh poocho sannan ko kis pe ghussa nahi ata :smack:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^kis pe nahi nahi ata?:hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

g :blush: apni masoomiat par aur bhool pan par :blush:
buhat seedha sahda hoon mein :salute:
VG say pooch lo :5:

:hug: lo phir aik sutta :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kissi par bhi naheen :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

khud ki bewaqoofi per :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:emmy: tum cigi phenkte ho ya me bellan le k aun :bailan:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Lo fer ek jhappi :hug:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tum bhool pan naheen kah sakti :emmy:

tum pakar lo na yah :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bhola pan nahi bewaqoofi kaho :emmy:

apni yeh cig jaa ke kisi aur ko pakrao :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

missing Faris and BM yaar :frowning:

waleed pakar lay ga :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

bouhut gussa ayeing .. :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aaj office mein bht gussa aya tha

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

subha subha ghussa :mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa naheen :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nai aaya :yahoo:

sooney se pehley was wonderful..then subah subah was wonderful…so the start of the day was GOOD :balley:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

challo shukar hay tumharay din ka aghaaz bhi acha howa :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aj buhat gussa aaya hei:aj: