Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Embassy kay strange Rules pa Ghussa aa raha ha

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kya koi new rule a hya hy????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ok then i will kill u :2guns:

:hehe:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kya bachy ke jaan loo ge princess

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bouhut gussa ayeing … :cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

m angry on ma self :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kyou naina gusa dosron par karty hain apny par nahi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mai doosron par gussa nai krti
sirf khud pr krti hoon

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

achi baat hy nahi karti tu
tu apny par b na kia karo na

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aisa ho nai skta :no:
gussa kisi trah to kam krna prai ga

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

par gusy ke waja kya hy??

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

i waisted too mch time ov mine
n i hv to study too mch
or parhne ka dil nai kr rha is liye gussa aa rha hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

gussa aya aur phir chala gaya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

student life mai aisa hota he rehta hy

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

theek hai cha cha g :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

korn aunty tum hass rahi hoo

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

haan to aur itnay uncle walay diaalogz per kya roun :meeno:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

khud he batao k student life mai kya aisa nahi hota?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

hota tha… per meinay wo uncles wala remark nahi deeya hai :wink:

me clever me think think think :meeno:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

u t hink u clever but i dont think so :icono: