Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

gussa, my sis didn’t take me to manchester :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nai aaya aaj bilkul :yahoo:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ubhi bouhut gussa ayya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bht gussa aya hua hai

ye sar ka dard kaisay theek ho ga :frusty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

bouhut gussa ayya ... :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abb ghusa krna chorr diya hai mai nay :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

dilaaon kya :chilly:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Hajj Holidays have been reduced by company - Ghussa he GHussa :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

awwwww :cb:
kitna reduce hua

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

5 din :(

Agar Arabic calender ka ya month 30 ka ho jayee - to chances hain ka phir ho jayee

dua karoo ya month 30 day ka ho

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

meri gaari kisi nay parking mein block ker di thi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

30 days kka :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

29 ka show kia howa ha saray arabic calendars na :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tou kya hota hai ussey:konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

itna sara kaam hai aaj , kaam kr k ghusa aa giya hai :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

pata nai :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

LP jao pata ker ka aioo :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

No Gussa :rotato:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ghussa nai accha :nono:

ghussa nai aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

jst chill pilll :rotato: