Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:femme: sharam nahi aati larki ko marte :nessy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tum larki ho :eek:
tumhain sharam aa rahi hay bachay ko martay hoye :cryb: :cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

me larki hon or tum bache

jab bache baat nhi mante tu unhe maar sakte hain

:ASA:

samjhe???

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kahan likha howa hay ya :emmy:
bachoon ko marnay wallay ko gunah milta hay :cryb: :cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yeh kahan pe likha hua ha??? :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mein nay sunna hay :p

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kis se suna ha?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yaad naheen :shireen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:smilestar: dyhaan tumhara kahan rehta hai jo yad nahi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

bhtttttttttttttttttttt ghusa aa rha hai ....... pufffffffff pufffffffffffffffff

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tumharay khanay key taraf :yummy:

Bilkul saheeh aaraha hay :shireen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abb nhi aa rha ..... :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:smack2: ghussa sehat kay liye acha hota hay

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

dusre ki sehat k liyee tou bura hota hai nah .... hehe :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aab dosray key sehat ka bhi khiyaar rakha jai :hayaa:

Lo phir sutta :sunnyboy: lagao aur donnon key sehat barbaad karo :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nahi aa raha :cheer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

a busy day ahead today :bummer: is per gussa :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aa krr chala giya ...........:@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

gussa tha ya ? :hehe:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aur kissi baata par naheeen Dh— :omg: