Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aa kar khud samjha lijiye ga mein busy hoon :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein nay koi naheen aana wanna :aj:
tum kah daina uss ko :mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nahi nahi aap ne ana hai warna mein saare samose kha loon gi :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

samosay… :yummy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Princess ye lo aap kha lo : P

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

thanks MM

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

pooray paanch din bassi samoosay day rahi hay MM :omg:
tum bhi waqai ku ho :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tumhe kaise pata?? :hmmm:

tumhe nahi poche isliye bassi keh rahe ho… :zobo:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein uss key rug rug say waquf hoon :barbie:
pooch laina uss say jub aai gi woh :snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Pta nhe Gussa aya ke nhe :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

so u r absent mind :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

He is numb :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:crying: mujhey har waqt ghusa ata hai :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:nahi:

:emmy: mujh par bhi :lb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Sannan aap kon hmmm thinking

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

g mein pakoray key rairhi lagata hoon aap kay college kay bahir :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Pakore aur samose ka naam na liya karein :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:smack2: tum to banwa kar kha sakti ho aur mein baychara :cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aap khud bana ke kha liya karein :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Sannan ko koi kaam nahi aata :)

kaam chor :D