Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

usse aik baat par aay tha ab ghussa khtam ho gay hay :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kiya hova kis tumhari dom par paon rakh diya :faizy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

abhi din baaki hai

shayed gussa aa jaey kisi baat per :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

haan daikhtay nhain kis ki shamat aati hay :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Gussaa nahi aata meraii pass bbbb…:hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

shamat say yaad aya kul meray car wash walay ki shamat ai hui thi :meeno:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

itna dara diya hay tum nay usay :hehe:

kiya kiyauss becharay nay :faizy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kiyo us ne kiya ghuna kr diya thaa …:meeno:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

us nay shampoo say wash ki phir aik aur shampoo walay kapray say saaf ker deeya :smack:

kaam chor nay dho ker saaf kerna gawara he na samjha… :asa:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kush ap b ker liya karaiii w8t he thora kam ho jie ga ..:ASA:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein already dieting aur exercise kerti houn, so no need of extra workouts :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

oho … thats very bad…paymanet nahi karni thee wahan :cb:

bilkul sahi kaha :stuck_out_tongue:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

extra work out for rainy dayss :ASA:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

so far no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

^good :-)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:chai:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bouhut gussa aa ruha hei … i wanna cry my eye balls out … :cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:emmy:

Meri koi dum nhi hai:snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha :jano:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha :jano: