Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
aaj kisi baat per gussa nahi aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
aaj kisi baat per gussa nahi aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
patroooooooooooooooooooollllllllllllllll
CNGGGGGGGGGGGGGGGG
bohat gusa a raha hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
uffff
Allah g meray mulk mein aman o maan barpa ker daen aur in zalimoun ko is dunya say bus… ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ameeeeeeeeennnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn korn
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
petrool ka name na looo ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
aaj ghussa nahi aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kya ye problem puray Pakistan mein hai?
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ji zyada punjab mai hy
milta he nahi hy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
punjabbbbbbbbbbbbbbb main hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Sharif baradraaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaan
:ASA:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ganjo nay roti 2 rupee ki kar k patrool khatam kar dia
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
sharif bradran nahi sary es mai brabar k shareek hain
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
saray…
ye bhi hai
per taika to wohi upni jamatay haen na panjab mein ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
haan ye tu hy
par jo b hy sary choor hain
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
koi shak nahi
pata nahi ye haivaan saray kab is mulk ki jaan choraen gay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
jab mareen gy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Allah na keray
Allah us say pehlay he humaray sayasat danoun ko koi hidayat day day....
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
in ko $ k siwa kuch nazar nahi aata
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
un ko koi bahir ka mulk imdad nahi deta or aap hidayat ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
yar aj kal tu thori bohat mil rahi hy