Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sanu pata a sady nal v ho chuka a
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sanu pata a sady nal v ho chuka a
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Woh Kyun Ji ???
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Woh Kyun Ji ???
bus kya btaun jeee...zara maza nahi aya mangni kra k..masayil hee masyail hain ji :p
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
buss ohi ho raya ji…aaaho :hinna:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
bus kya btaun jeee...zara maza nahi aya mangni kra k..masayil hee masyail hain ji :p
Well ALLAH Pak Aap Dono K Masaail Hal farmain ( Aameen )
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Ameen...........
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Well ALLAH Pak Aap Dono K Masaail Hal farmain ( Aameen )
ameen sum ameen :D...aur bhi dukh hain zamanay mai muhabbat k siwa;)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ameen sum ameen :D...aur bhi dukh hain zamanay mai muhabbat k siwa;)
Likh Kar Day do Apnay Dukh .... Parrhta rahoonga Tafseel Say Phir Javab Doonga ;)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aur khusoosi dua bhi…![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Likh Kar Day do Apnay Dukh .... Parrhta rahoonga Tafseel Say Phir Javab Doonga ;)
"hum pe kya kya guzri tum kya sun paao gay..naazuk sa dil rakhtay ho ronay lag jao gayyyyy"....:p
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
hahahaha…yes plz ijtimayi dua kijiay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sure sure…maulana precious khan ehtimam karaingay is dua ka…
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
sure sure.........maulana precious khan ehtimam karaingay is dua ka.....
hahahahahah.....dua k baat mithayi bhi taqseem honi chaiay ;)...ye btaen tou hee log shirkat keren gay :p
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
"hum pe kya kya guzri tum kya sun paao gay..naazuk sa dil rakhtay ho ronay lag jao gayyyyy"....:p
Tum Likh Do ... main Bara Pathar DIL hoon ;)
sure sure.........maulana precious khan ehtimam karaingay is dua ka.....
Aur dua Hogi K Khamoshgirl waqai Khamosh hoja'ey :p
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
… ap dua to shiru karain…
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Itni JAldi hay Khamosh Honay ki ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Tum Likh Do ... main Bara Pathar DIL hoon ;)
Aur dua Hogi K Khamoshgirl waqai Khamosh hoja'ey :p
hahahahaha....konsay wala pather??? diamond ya ruby?? aisi qeemti batain khulllay aam nahi kerte...koi chor utha k le jaye ga;)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
nahi..... mithai khanay ki jaldi hai....:p
ab jaldi shiru karain maulana sahab.... neha is waiting........
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Daimond Ji …![]()
Tou Mithai Ki Shop Par Chali Jain ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
asli ya dow number ??![]()