Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Gusa aa raha hai :(
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Gusa aa raha hai :(
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
aaj bohut gussa aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
No gussa ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
achi baat hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Haan jee
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Gussa aying ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bus yaar koshish puri hoti hai k gussa na aey per :no:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
korni ![]()
most of the time you say you are angry
no gussa ![]()
yet , m angry today
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mai bohat khus coz aj mera czn mery sath hy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
gussa mein aur angry honay mein bht farak hai my dear Lippy ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kyun gussa aying lippy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mughy dono same hi lagtay hain ? :(
tell me the difference thn? ;)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
gusy mai banda mery avi wala kaam larta hy ya apna sar phar lata hy ya kisi ka
aur angry mai banda bas mood dikhata keh loo k aik 2 din roti nahi khata par naan kha lata hy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
well said Leo
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
hahaha ![]()
shukran leo :k:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ab pata chala k dono mai kya diffrence hy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
itni tafseel say batao gay to hr kisi ko samjh aa jaey gi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
bas meri khawahis hy k sab khush raheen
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
bht achi khwahish hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
yeah,, samhg aa gai hai.. :)