Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Haan yaar :yahoo:

pta nhe busy hoga :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Lo bhai aa gia mein :x2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

*Itni dair baad :ASA:
*

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Gypsy :e6:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Channu tum nay tou yaad he naheen kia :emmy:
woh to GR8 Leo nay mujhay yaad kia to mein mein aa gia :wink:
waleed :hbk:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Gypsy kesay ho mere bhai :hug:

Eid Mubarak :bb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**

Yaad karke batana zaroori thori na hai :@:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

oh bhai waleed :hug: khair mubarak

haan g batana zaroori hay :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**Theek hai phir :naraz:

Spammed ho jao ge meray pms se :emmy::snooty:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

woh to mein already ho chuka hoon :jano:
apnay cell phone mein har weekend par new Card dalta hoon u kay sms rakhnay kay liye :sheen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**

Maine kangaal honay ka nahin kaha :@:

Spammed hone ka kaha hai :wub:
150+ hongi roz ki :naraz:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Channu tumharay liye ittna sa bhi naheen kar sakta kia :@:
5 K limit to pouri ho chuki hay PM’s key mein nay export kar kay rakh liye hain g :hug:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**Nahin kangaal u ko nahin hone doongi :wub:
Sachi mein :wub:
Pata hi nahin chala k 5K pmz k kaise hogaye :wub:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ajj bouhut gussa aya aur ubhi bhi ayeing .... i wanna bang my head on the wall

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Plz its pleasure to see u getting more mad and bang your head to toe :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aaj iss baat par ghussa aaya keh kal monday hai.. aur aik bara saa test hai… :naraaz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aaj iss baat par ghussa aaya keh kal monday hai.. aur aik bara saa test hai… :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

buhat ghussa aa raha hay :aj: buhat ghussa :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**I’m sorrry jee :bummer::bummer:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

abhi gussa aa raha hai :aj: