Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
thank you jee :aliyish:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
thank you jee :aliyish:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
u welcome g ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aaaaaaaj decent mundaaaaaaaay per bohat gusssaaaaaaaa aaayaaaaaaa:aj:![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
thnx k muj pay nai aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Bht Ghussa aa raha hai aur jisnay poocha uski tangey tor doongi ![]()
![]()
![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ALLAH REHam kry tangay q torni hain ap nay
match ka ho ga i know is liye nai dekho tu m happy happy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Haan match ki wajah se hai ![]()
![]()
![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
isi liye nai dekha kia faida hua match dekha kr
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Maine Gul ko dekha aur UA ko
Chakka maartay hue ![]()
Lekin phir bhi ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
heheb m nay b wo he dekha bas
koi bat nai ten nai kabi tu jeety gay na
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
toor do g ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Kabhi ki baat nahin
Har match jeetna chahiye
Aur agar haaro, to izzat se ![]()
**
**U ki kaise torr sakti hoon jee ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
WTF pakistani team did
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
har har hoti hy is may iazat wali kia bat ?
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
I didn’t get it too ![]()
![]()
![]()
Match nhi dekha na tumne, issi liye kuch nhi pata U ko ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
me ko match k bary may sab kuch pata hy
har ek banday ka
jab se sulman butt captain bana hy na tu dekhna chor dia
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ghusse wale thread mein ghussa hi ayega na!
^^ acha?? mujhe aaj pata chala hai
ehmmm ehmmm…
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
itnay puranay comments ko quote kiya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Main bhi yehi soching ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Aur agar haaro, to izzat se ![]()
**
**U ki kaise torr sakti hoon jee ![]()
**
[/QUOTE]
chanu g aap ghussay mein aur haseen ho jati hain geeeeeee :jano: