Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kia kar dia takloo nay aaj :2guns:

no gussa today
2day kush kush at home :cobra:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

@Momo Yah sheesha peenay key aadut kub say par gai hay u ko :hmmm:

bus yaar

overtime main net use nahin karney deta:mad3:

mota

aaloooo

kachaloo

:nono4:

sheesha ho ya dil ho aakhir toot jata hai

:nono4:

Mein jub net use karta hoon to overtime claim he naheen karta :fatee:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

i was joking sannan :hug:

LIFE MAY KUCH NEW B HONA CHAHYEE :rotato:

:cb: NAM KA SHEESHA HAY NAKLEE HAY SHOW MAR RII HUN:fatee:

Acha kia bata dia warnah main nay tumharay boss ko ooper phunchanay kay intizamaat kar diye tha :asa:

Aab change kay liye Churs nah shuru kar daina :woho:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

aisa hai toh main apney alfaaz wapas leta hoon:cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Challo phir theek hay :smiley: ho jay phir :shoaby:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

i just recoverd my laptop ..from virus ..................... uloo ka ptha jis nay virus baigha .... mummyyy ... i lost few files as wells ............

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Tum tho ek virus ho…kisiko virus bejhne ke kya zaroorat the :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

kaal raat ko baigh kisi nayyy ................ mra keyboard .. or mouse pad block kr diya tha ...... mummyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

Would have been soooooo difficult for you....no flirting for sooo many hours :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

abb mai flirting nhi krta ..................................... kab ki mai nay flirting ...!!

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

ok

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

kya ??? masoom banying

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

Kuch nahi

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

hmm ..........