Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kyun mien kya kr dya aj kal :aq:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Jorri :omg: :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ab baat na kre :fatee: :omg: :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bht gussa aya:aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

hur baat pur gussa aa ruha hei .. i jus wanna stab myself

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kiya howa:hugz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

my lyf iz full ov pain ... it hurts

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

awww
i knw dnt worry plzzz

every thing will b fyn

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nothin iz finee ... its worser everydai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**Abhi tak to nahin aaya, lekin aanay wala hai :aj:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aaj bhi nahi aaya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kyun anay wala hai :5:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**

Laraye karney wali thi is liye :aj:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ab main gs say chutti ker kay few days kay liya twitter ko daina chahta hoon jahan per meray taqreeban 1000 followers wait ker rahay hain jin ko intna wait tu nahi kerwaya ja sakta

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

khuda hafiz guppies

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Larai :omg: :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**Haan sis se :naraz:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

naik kaam mein dair kaisi :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Moti behen se :@: