Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kya aj kisi ko gusa aya hy:LB:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kya aj kisi ko gusa aya hy:LB:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
cricket team per…![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
tu phir ap saryal hoo ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
un ko tu shoot kar dana chahea na rahy ga bance na bajy ge bansri
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
had hoti hai....
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mein hoon ![]()
theek kaha tum nay channu :hinna:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
to chaashma laga kay bytha kero ![]()
haha means khobsorat
Tumhari shikayat laga rahi thi us ko ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Shukkar hai qabool kar liya hai ![]()
miley ga to lagaoongi na ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bhai meray yeh khoobsurat farsi ka hee lafaz ha
aur saryal punjabi ka ya urdu ka kiyon keh arahay farsi main nahi hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
idhar hoo kya raha hy mujy b batao
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
bhai meray yeh khoobsurat farsi ka hee lafaz ha aur saryal punjabi ka ya urdu ka kiyon keh arahay farsi main nahi hai
bhai ham ko farsi nahi aati ham tu urdu punjabi ko janty hain
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Tumhara apna jorri walla to hay naheen aur tum meri jori kay peechay keon par gai ho :hinna:
shukar kia mein to kahta hoon kah merin saryal hoon aur aap buhat ziyada khush mizaj ..baqi loog khud samjhdaar hain ooooppps yah zardari walla jumla idhar kahan say aagia …
mein new chashma la doon kia :jano:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Tumhain apnay glasses ka khyal hi nai ![]()
dhondo kahan rakahy hain
i know in ur bedroom ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujhe to kal c aya hua hai abhi tak neechehi nahin hua aur na hoga!
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Main kia lagoon bhala
myri aur sid ki pehlay say hi dosti hai acha ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Masqa lagaying
?
Zardari ka jumla ![]()
Nahin contacts pehn loongi ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Veeru ka bhi Rakhoon aur glasses ka bhi ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujhe to kal c aya hua hai abhi tak neechehi nahin hua aur na hoga!
ap deewar ma 2 char takreen maroo inshallah theek ho jay ga
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
to hoti rahay tum sirf dosst ho
aur veeru :jano:
:hinna:
love u channu ![]()