Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
PTV kon dekhta hai aj kal ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
PTV kon dekhta hai aj kal ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
I love Kat :jano:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ab kal iftare mai bna k donge bcz ab kha loo ge tu sehre mai kia khao ge?
sehri ko choro wo dakhi jay ab ke sochoo fruit chaat
bhai ptv drama tha us ka name ya link poochna hai yar
ab hame kya pata k ap kis ke baat kar rahy hoo ptv k tu itny sary dramy hain
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
han waleed lakin yea kise old dramy ki bat ker raha hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Naam to bataye na
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
aray bibi ptv dramas aaty they na comedy thetre jo solo play hoty they or aik hi episode hota tha.. mukhtalif aaty they un me se tha yaad karo
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
[quote="GR8_LEO, post:59, topic:227890"]
sehri ko choro wo dakhi jay ab ke sochoo fruit chaat
ab tu mughy neno a gae hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kuch tu batay yar aisy kya khak pata chaly ga
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
[quote=“Naughty shaima, post:121, topic:227833”]
Neno
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
o babyyyyyyyy kitne bar hai kise actor ya actress ka name he bta do aysy tu kise ko pta nae chaly ga:aj:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
[quote="GR8_LEO, post:59, topic:227890"]
sehri ko choro wo dakhi jay ab ke sochoo fruit chaat
ab tu mughy neno a gae hai
chaloo phir soo jao aur sehri ma kuch khila dana
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
yaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaar pata hota to ap se q poochta
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
lol jo tum ko khud nahi pata wo hamee kesy pata hoo ga:cb:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
[quote="Naughty shaima, post:121, topic:227833"]
chaloo phir soo jao aur sehri ma kuch khila dana
ok thx
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
chalo fyr thandy ho k by jao ty sakoon karo
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
yaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaar pata hota to ap se q poochta
chalo fyr thandy ho k by jao sakoon karo
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
bilkul ji hun sakoon dy naal sona chai da ay
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Shaima jee ek baat kaho ap do dfa consective post na kre kyunki.......warning mil skti hai mods se apko
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
[QUOTE]
lol jo tum ko khud nahi pata wo hamee kesy pata hoo ga
[/QUOTE]
bhai jis ne dekha hoga wo bata dega yar
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Shaima jee ek baat kaho ap do dfa consective post na kre kyunki.......warning mil skti hai mods se apko
mod ka tu pata nahi but vg se zarror mil jay ge