Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ kis baat pa?
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ kis baat pa?
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bili k bachoon ny ghr mai gand daal dia:aj:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kis na kaha tah ghar ka andar rakhoo
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
**hmary ghr mai bohat time sy 2 cats hain aik tu bechare chale jate hai kam he ate hai lakin dosre wale her 6 month bad baby dy dyte hai abhe chooty hain usky bachy werna **
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
hmmm - waisay Bili jis ghar ma bachay daiti they - its heard to be a lucky home.
to agar bachay chotay hain to why dont you make them a small box or isolated place where they can live.. and be a little isolated messy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
main bhi billi rakh leti hun....:p
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
hum pahly kise or ghr mai rehty thy wahan b yea cat the hmary pass or ab yahan b i think 5 ya 65 year tu ho gaye hain wo bat b thk hai lakin yea bachy itne shytane krty hain enhoo ny kahan tikna hai kise box mai or enki jo maa g hain na yane k hmare billi uska jahan dil krta hai wo wahan lyt ya byth jate hai chahy wo guzerny wala rasta he kyun na hoo
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Haan sawab ka kaam ha - Sunnat ha i heard
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yah Gand bahar galli say lay kar aaiy thay kia ![]()
let me reserve lucky zoo cage for you where cats birth kids ![]()
MashaAllah bari lambi umar hay billi kay
yah billi he hay na 65 years key ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
g billul billi he hai65 year naheee 5 ya 6 years ki hoge
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mujhe abhi bht gussa aya:mad2:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kyun aya gussa?
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Shukar hay 6 years key hogai hay ..woh tou tum nay khud he 65 years likha tha waisay
Khamosh pait mein bal par jain gaiy floor par mat lurkho
..
kia tumhain bhi lucky billi chahiye ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bus bht a raha hai:sannan:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ye billi mujhe bhi dekhni hai…![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kahan post karo pic?
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Aaaaaaaaaaaa Yahan kar do
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
pics upload nahe ho rahen
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Sirf billi ya uss kay gand daltay bachay bhi ![]()
yahan he kar sakti ho kah kaheen letter box mein dal kar send karni hay ![]()