Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
par kidhar hy mujy wo kafi din se nazar nahi i us se larai karna hy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
par kidhar hy mujy wo kafi din se nazar nahi i us se larai karna hy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
NS,
Bismillah, Khush Amdeed
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
me ko online nazr aying n her posts in other sections
cafe say bahir nikal ker nzr durao ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
***THANKO THANKO ALL OF U
AP SAB BOHAT SWEET HAIN
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
batao kis section ma hy mai udhar ka chakar laga k aata hun
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Khud dhondo apni sidz ko main q bataoon ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
meri chappal chori hoo gai hy mai nangy paoon kesy bhagoo ga
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Sweet like lemon and sour like SheereeN Mahal’s Barfi
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
chalo main apni chappal de deta hoon
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
saqi tum adver kr rahay ho new biz opn kia hai kia? ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
tumhary tu paoon bohat bary hain mujy pori nahi aye gee mai tu gir jaao ga agar tumhari chaappal pehan k bhagoo ga tum tu bachy ke jaan gy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haan tum 25% ki silent partner ho na
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
woh to main hoon ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Chalo phir Masjid jao taraweeh ke waqat her size ke milein gaye
do char spare bhee lete aana
future main kaam aaying
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kia mshwara dia hai
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
woh to tumhari puraani aadat hai na
aur sunao floodin to nahi ho rahi ab???
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
woh bhee muffat maiN
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
tussi bhi bht shweet ho:)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aj mujhe gussa nahi aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^Itni Khamoshi kisi barray tofaan ka paish kheema ho sakti hay ![]()