Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

well wo cockroach jitna bhi cute ho phir jo meinay uska haal keeya tha

window khol ker usay neechay phaink deeya

dieeeeeeeeeeeeeeeee plz dieeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

leo.... us ka haal sun kar pareshan mat hona....its ok...

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

bohat acha kia but agar mai hota tu chappal utar k 2 lagata

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nahi yaar meinay rozay mein usay maarna munasib nahi samjha

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kis ko?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

us ko 2 char tangeen tor dana munasib laga

cockroach ko

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

well jo haal uska zameen per girnay kay baad hua God knows

meinay upna kaam pura ker leeya tha!

mission complete

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Dair Say Jaagnay Par :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

dakhoo lo es korn k mission :cb: kesy kesy hain

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sota choro :cobra: piyo

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

oye ye theek hai

abhi mein sheesha bunwati houn

:meeno:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

jaldi se banwao mara b mood hy aj

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kon sa flavor?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

apple

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

me love apple too

meri maid buna rahi hai sheesha :meeno:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

maira saans rukta hai is se

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

i love it too...

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

tu phie peeti kyou hoo

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

man nhi peeti