Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Ghussa nahin kar rahi
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Ghussa nahin kar rahi
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
**
Ghussa nahin kar rahi :@:**
to intizaar kar rahi ho :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Gussah kiss ko aa raha hai rozay say ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Nahi kyun aap ko kissi ka intezar hai
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Siddi ko ![]()
naheen :hinna: love guru mujhay millay ga to kuch banay ga :hinna:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bulatay hain lov guru ko ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Mere ko ghussa nhin aa raha ![]()
Luv Guru ka intezaar ho raha hai na ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
maira kuch banay ga bhi kah naheen :hinna:
tumhari jorri to bun chuki hay
phir keon intizaar kar rahi ho ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Sannan Ghussa is not changa :nono:
Main tumhari baat kar rahi thi **
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
so tum satisfy ho ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yehi main sooch rahi thi shyed leo pasand nai aya ![]()
haha ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Not at all
Main kissi naye luv guru ko dhoondh rahi hoon :p**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aaj kal kuch fight hoi ho …woh tou tumhain pata he hay nah jahan pyaar hota hay wahan larai bhi hoti hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ya’ni u don’t like love guru but you like LEO ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
all the best sidz but what is gona happen to poor leo ? ![]()
mughy song yaad aa gaya jithy honda aay pyar uthay hondiyan larayan nay
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Woh gypsy ko pasand naheen karti hay keonkah woh acha love guru naheen hay but she like Leo :jano:
Oye yah song
I was thinking to dedicate some song but u did it ![]()
Sidra sun lo ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
who said that I like loveguru
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Tum ho na ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
i guessed u r satisfy with the performance of love guru ![]()
Leo mar gia hay kia ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ye to gyspy n leo ko pata ho ga k aysa q hai ![]()
yeah ![]()
nahi mughy jorni bana acha nai lagta ![]()
free bird
![]()