Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

sb k bary ma koi tension na ly wo bilkul fit fat hy aj meri us se bat hoi the

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

us ne ana nhe gs per :faizy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

wo ban hy na kesy aye

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ooo haan ye bat tu sochnei wali hei waleed ab rona nahi:cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ab kya ho sakta hy

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

haan ye tu hei..

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yahan tou rozay ka pata hee nahi chala :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

unhi kee wajah sey toh yeh thread check karta hoon.. warna kahan karne wala hoon.. abb ghusa toh aata nahi mujhe..:silly:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mujhe bht gussa a rha hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Mujhay bhi aaj aur abhi buhat ghussa aa raha hay :aj:
yah mairay thread mein raat ko Chumgadrain aur Ullu keon aa kar baith jatay hain :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

yeh TB ki post parhi mujhe wohi parh ker gussa aya tha

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:eek: TB kis ko ho gai hay TB ?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

TB means a-town boy:smack:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Uss baycharay nay tou koi aisi waisi baat naheen likhi hay :konfused: Tum pata naheen baat kahan say kahan lay jati ho :aj:
mujhay aab tum par ghussa aa raha hay :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sannan pey aaya ghussa:emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

main baat kahin nhi le ker gayi tumhain hi samajh nhi lgi us ne kiya bola hai:smack:
tumhain to bahana chahiye mujh per gussa kerne ka jub dekho dant’te rehte ho:bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aab mein nay kia kar dia :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein nay kub dannata hay tumhain :smilestar: :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

abhi mara bhi:cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Woh tou mairay hath mein kharish ho rahi thi iss liye :slight_smile: