Yaar sugar karwani hay kia
aab samosay aur dhai ballay chalain ga ![]()
Challo phir theek hay ![]()
Yaar sugar karwani hay kia
aab samosay aur dhai ballay chalain ga ![]()
Challo phir theek hay ![]()
:shoaby:
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
Dozen samosa’s for Sannan coming up ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
Faris & Waleed any info about Sara
ussay abhi tuk chutti naheen hoi hay kia ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????
Havent seen her either...... is she OK?
Okay who's got my sister :ASA: cough her up or i'll be out looking!
nhe usay abhe tk nhe hui chutti thori late he hoti hai
Naheen apun aisi chezoon say 8 feet door rahta hoon
Waleed say pocho iss ko antique jama karnay ka shouq hay ![]()
Bari Zalim hay uss key Malkan ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
Antique Jama karnai ke shouk mein kyaah buraay hain?
Hum sub to GS ke antique hain ![]()
Na sachee baath patha do to phir ye sumjo ke mehbe antique jamma karta hoon, hain zaroor, meri antique swords aaap ne naheen dekaay Kyah?
Uss Zang Alood Daranti ko talwar to mat kaho yaar ![]()
Bari Zalim hay uss key Malkan ;)
[/QUOTE]
bas dekho lon
Sunna hay poocha ghalat lagany par uss ko dhoop mein khara kar dia tha uss key malkan nay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????
Kis ki malkan :ASA:
chal yaar rehnay do baksh don bechari ko
Sara Bhaijan key ![]()
Challo yaar Baksh dia mein nay
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????
acha kya tum ne sannan paaji
acha kya tum ne sannan paaji
waisay bhi bayzubanoon par rahan kanray wallay ko Allah buhat pasand kartay hain
haan theek kaha sannan ap ne ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
waleed chaila…thaali ka baingan…
bl k chohdriyoan ka hota hai aik assistant jisay kch ajeeb sa name se bulatay hain jo har baat pe tareef karta hai…uss trah se sannan ki tareefain kar raha hahi…![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????
Yah Jhara Pahalwan hay kahan par :ASA:
he is my buddy ![]()
baqi larkian tou aaj ro dho kar apnay apnay ghar challi gai hain
Tumhara kia mood hay
dinner kar wa rahi ho mujh ko