Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Dr.Saadi pa ghussa aya

wohi bongian jo E-mail ma likhee theee

meeting ma be aousi pa phassa howa tah !!

Khajooooor Dr.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

well abhi tak koi gussa nahi aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Shukkar ha

:)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa is not acha :no:

acha, mugh per case kerwanay lagay aap :barbie:

Tumhain chahiye kia ? :faizy: :smilestar:

Kp, aap kisi aur nay snd kia ho ga Lota :@:
i only send letters :blush: :snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

lippy tum ne yeh business kab se shuru kar diya :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

koi biz nai hai , pk mazak kr rahay thay last night :hehe:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

jadoon aik faqeerni nay mainoon I LOVE YOU kaha :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^ :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tussi keon hans rahay ho g :emmy:
meri baybasi da mazaq urranday ho :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

bhaand jee lippy nu poetry sunao zara :D

apni baybsi per khud ee gusa aya aap ko :hehe:

haan, aay shyer nay :smiley:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aho shair na baray waday :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

waleed pa g bus :blush:
Lo g lippy g aap aaj sun lein mujh say phir to aap auto graph kay liye mujhay dhoondti rahay gi …
meri book Shahri Paindo ka aik sh’er

mein paindo paindo kardi
aapay ee paindoo ho gai :smiley:

waisay kal kapray dhoonay walli nay bhi yahi kaha tha :bummer: shayad mein unn ko apnay jaisa he lagta hoon :frowning:

wah jee wah :omg:

kia baat hai :stuck_out_tongue:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:omg: :omg: :omg:

this man is hilarious yaar :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

But who is he? multi :faizy:
mashkook hi lagta hai spy :smiley:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Tussi saray hans keon rahay ho :aj:
mein sanjida hoon jo aur apni dukhi stories sunna raha hoon :teary3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

he is bhaand he is a new member …why mashook laging u ko ? :smilestar: