Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

**

Na poocho :bummer:
Ussi ki wajah se to main escalator mein giri hoon :cryb:
**

Tou Escalatar ko Bandage K Li’ay Kahan Bheja tum Nay :lb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**:naraz:

**

Escalator to toot gya hoga Hippoo ke girnay say :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**Haan Aur un bechaare logon ko bhi Psychatrist ke paas le jao. Unhon ne bhi mujeh girr te hue dekha hai :naraz:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Kin Logon ko :konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**^Jinhon ne mujeh girrte hue dekha tha. Unhey bhi ilaaj ki zaroorat hai :snooty:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nai sidra g wo la ilaj hain

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Unhay kyun......un ko nhe sirf tumhay hai believe me :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**Saath mein tumhara bhi muft :snooty:

**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Pehlay apna to krao kesi behki behki baatein krni lg pari ho tum aj :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**:mad3: Apni baatein suni hain ?
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Tumhari se to theek hai :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**Nahin :mad3:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Jao Jao Ja Ke Aram kro tumhay zarurat hai :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**Tumehin Mental hospital ki hawaa lagne ki zaroorat hain stupid monkey :mad3:
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

sab aram kro

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

hahahhahahah stupid monkey hahahahahaha sidra lolzzzzzzzzzzzzzzzzz
]ye kia cheez hy stupid monkey haha

Haan jab tumhay admit krwanay jao ga wahan to tum admit bhe ho jayo gi aur mjhe hawa bhe lg jayegi u idiot HippoOOOO

**

Issi gadhay ka naam hai :smack:

@Waleed: Hawa ke saath saath apne rehne ka bhi intezaam kar lo :snooty:
**