Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

:sheen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

haan to change kero upna avi :asa:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kar liya naa …

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

haan ye theek hai

good boy :k:

okie dokes gotta go now… :wave:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Bye bye … :wave:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhe bht gussa a raha hai:mad3:

Kidday tay … naalay kyon ?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

GS per us k khali khali hone per:bummer:

Mein hoon na …:roman:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yup

but where is my friends

no one here:mad2:

May be busy or sleeping …

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ane do un ko:ASA:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

danda mat dekhao pk is danday jasi patli ho tum

parhnay par :@

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

dr samj nai ai kia kaha

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhay gussa aya tha, per utar gaya hai

ab kul dekhoun gi gussa ata hai ya nahi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhey aaj boht gussa aya tha q k bhai ney remote cheen liya tha tv ka phir mien ney waapis cheen liya phir hum do mien WWE start ho gaee :cb: or phir mama ney dono ko tv lounch sey bahir nikal diya :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

is thread ka bhi result hona chahiya na… jis ko sab se zayada gussa aya ho wo winner;)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

gussa kerna achi baat nahi hoti hai

jo control keray wohi natural winner hota hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ajj bouhut gussa ayya