Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

no gussa

:teggy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

buhat ghussa aaj mein ko :aj:
aur sub ko pata hay keon :5:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Muje gussa atha jatha rehtah hain :whistling:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

maiko ni aya abi tk :p

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Maira ghusa bhaag gia aur me ko pyaar aa raha hay kissi par :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

abhi tak tu nahi aaya:khumar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mai ap sab ko samjata rehta hun k gusa na kia karooo

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abhi kissi pur gussa aa ruha hei

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhay aag gussa nhi aaing:chupki:

ek shaks vese he muj pe hyper ho gia

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gusa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

SAT & SUN ghussa wala din hota ha

Pak sameat mostly duniya ma chuti hoti ha

aour very less people come online :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aik tou itni garmi upper se baar baar light jaa rahi..ghussa aa ra hay:mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Garmi ka lia Preackly Heat Powder laga looooo

kion ka Light to aisay he ha :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

No ghussa :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

to is mein afsurda honay ki kya baat hai

achi baat hai gussa nahi aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^Korn :naraz:
Ghussa mairay Milkman ka naam hay :teary3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

really :omg:

nai yaar, kasmay bol nai yaar

:meeno:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kal rat 2 bajy ham icecream kha k a rahy thy tu police waloo ny hamari bike band kar k hamara chalan kar dia us par bohat gusa hy

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha, ab ice cream khaanay per bhi pabandi hai kya?

:konfused: