Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

g g waqai

sample ko sample kaho ya pagal ko pagal, emotional donoun situations mein ho jaatay haen log :meeno:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:nahi:

seriously dimaagh ki dahi bun jaati hey in testoan mey :frowning:

aadhey GS ko pata hey key mey masterni G hoon:@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Rabi tum aur yah Korn bhi Masterni hay :hinna:
Allah he hafiz uss institute aur bachoon ka :cobra:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein masterni houn, aray ye kub huwa :konfused:

mein to candies laynay gai hui thi sannan kay liye

:meeno:

tum ko na koi zarooorat nai hey fiker kerney kee:zobo: Me bohat achi teacher hoon

Alhumdullilah

haan sannan ney sab ko kuch na kuch banaya hua hey yahan:hoonh:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein nay socha tha shayad tum bhi masterni ho :wink:
:eek: candies aur mairay liye … keon :5: paisay to udhaar naheen mango gi na :hmmm:

apnay munh mian mithoo naheen naheen apnay munh mian mithni :omg:

Sub ka bhalla kartay rahtay hain hum :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nahi maangti, bay fiker raho, pehlay he meray aik lakh chabis hazoor do so nabay daynay haen tum nay sannan!!!

:chai:

wateverrrrrrr:@:

aur kia konsi bus ka bhala kertey ho tum?:konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^ Bus naheen Sub :aj:

^Korn666 to day do ga wapus mein kaheen bhaga ja raha hoon kia :emmy:
tum nay sub kay samnay zaroor zikar karna hota hay :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^:rotfl: khud hi ney likha tha :d:p

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

agg bohot baton pai ghusa aya.bata nai sakta :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mere cousin pe :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

VG khair hay tumhain aaj buhat ghussa aa raha hay :cheer:
u looks cool in ghussa :jano:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

acha

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

us ne mujhe urdu mein history parhne ko di :mad3: itni mushkil urduuuu :emmy: aur woh janta hai mujhe urdu samajh mein nahi ati

:blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

oye mein qurban tumharay sharmanay par :hayaa:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:hehe:

Sharmana baree cheez hain. :k: