Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhe gussa nhi aya:yahoo:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

pk tum asa kro aina dekho a jay ga

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kyu :konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

gusa a jay ga tum ko apni shakal dekho sishay may hahahahah

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

very funny :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:grumpy: pk ye ap ki tind k liye

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

haha tind aur meri

i hv very long hairs

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

me ko gussa nahi aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kitny long hain pk ap k hain koi 3 ya 4 manzil

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nhi bht long hain back tak
ub plzz nazar na lagana

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nazar nai lagao ga bas us may chuwaingam painkh do ga is may

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

hmmm
itni himat hai tujh main k mare balon ki taraf nazar utha ker bi dekho chewingam phenkna to bht door ki baat hai:snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

acha apni pic dekhao pk abi dekhta hon nazar utha k

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

oh really
:omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

yeah m b tu dekhao pic or wst b itnay lambay bal khain balo k bal gir na jana

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

dnt worry mere baal sambhalne wale bht hain tum fikar mat karo

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kasy na kro ap meri itni achi dost ho tu kasy na kro

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

main tumhari dost kub se hone lgi:konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

jab se mery khwabo may anay lagi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:omg:
kis film ka dialouge hai suna suna lagta hai