Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

q saqi ??itni choti si tou hai :blush:

G bilkul aap 10 minutes 4 dafa 20 seerhian charhain utrain tou 400 Calaories spent hoon gi … you can ask from any one physical instructor …

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

hi salam 2 all at GS by my side

ok tou suppose mujhay 1 month mai 5 kgs reduce kerna hai tou mai her din kitni seerhiyan cherhun and uterun??

Aap daily 4 chakar baghair rukkay aik speed kay sath lagain aur apni khourak say 4 naan key bajay salaad ka ista’mal ziyada kar dain aap ka weight 5 kg reduce ho jai ga Shartia

blv me i dun eat 4 naan :(…i just have one roti in a day and one chicken burger w/o cheese and one small packet of biscuits and tea thatz it:(

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:wsalam: QM kaise ho :wave:

neha don’t ask just do what sannan say.

:smack: biscuit aur burger mein buhat ziyada calories hoti hain … aik packet 4 rotties kay barabar :aj:
Just try to add Salad in ur routine and start jogging but if u can’t do jogging then at least in ur home climb Stairs continuously

Aab meri fee bhi day do :aj:

ohhh …burger w/o cheese hota hai :blush:..aur kya tuc biscuite(which is supposed to be v lite) wo 4 roti k barabar hota hai :frowning:

Tou aur kia biscuit loog baray shouq say khatay hain aur kahtay hain hum dieting par hain :cb:

ooopsssss:smack:

Aisay naheen Aisay :frusty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

asia krnay say kya ho ga … neha ko tu kuch nhi hona .. deewar hi toottt gani hai … ufffffffffffffffffffffffffff… neha baldoozer ko takr maree to woh b toot gayee ..

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Abhi abhi one of my office colleague jiss key shakal daikh kar me ko ghussa aa jata hay :aj: mairay pass aa kar baith kar chikni chopri laga kar kaam karwanay key koshish kar rahi thi leekan mein nay bhi kah dia I M busy :snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Salaamz aaj to abhi koi gussa naheen mood mera aaj bilkul acha hain :@:

tooo bad..aik doosray k kaam ana chaiay

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

^ @ Sannan Thats not quite the right attitude but i would do the same :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

a na me ko kisi pe gussa nhi aya
me is soo happy HAPPY feel

ager buldozer tum ne banaya ho tou aisa hee ho ga :stuck_out_tongue:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

me feel so happy happy