Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
thora aaya tha
cuz ppl still treat me as a kid:cryb:
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
thora aaya tha
cuz ppl still treat me as a kid:cryb:
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
that’s gr8 news
kah tum ko bhi ghussa aaya
iss ka matlub hay tum baligh ho rahi ho aahista aahista ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
Zara Zoor Say ![]()
iss tarah ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
jabb parhai se farigh hue to barish rukk gai…![]()
![]()
4 month kay baad tumhaiN mooq’a milla tha nahanay ka aur woh bhi gia ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
to aur kya …abb next barish ka wait karna paray ga:khumar:
waisay last time kub nahai thi tum
Shayad pichli Eid par ya phir ![]()
Allah ka wasta aisay munh mat banao ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????
nahi abhi january k last main to mun dhoya hai.......;)
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
Tou tumhari billi kahan thi jo chat kar saaf karti thi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
woh to tumhain gift kar di thi kiun k mun to tum bhi nai dhotay…![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
Aab kia karoon tumharay sath rah kar tumhari walli aadutain to ikhtiar karna parti hain na ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????
mujhay koi achi si poetry bta sakta hai ..emotional and manzay ki..
Emotional tou theek hay yah manzay kia hay ![]()
waisay maya mujhay bhaijti rahi hay jazbati poetry uss say kaho woh kuch tumhain bhi bhaij di gi ![]()
![]()
yaad aa gia na :jano:
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
aur kya sabb yaad aa gya…![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
tumhain yaqeenun woh walli baat yaad aa gai ho gi ![]()