Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

i know :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

zara thori see cooling idhar daina :shireen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nahhhhh ahhh

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

keon :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

cuz i sed .....hehehe

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Muje bohat gussa aya hain is waqt... aur gussay ke saath dukh bee.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kis baat pe?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aj kia pakaon, iss baat par gussa aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Kuch na poocho muje bohat aaj gussa agaya hain... lekin kassaam hain apne Rab dee mein sabbar rakoongah lekin dushman ko bee araam naheen doongah!

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kia ho gia tell me :ASA: kis key wajah say

kissi baat pha nahen

mujha tou ghussa aata hay kah aaj kia khaoon

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kis ne dilaya ghussa mere pyare bhai ko :bailan: uski khair nahi :2guns:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

hehehe sannan apko khana khaney par gussa ata hai aur mujhey khana pakaney par chalo yeh kaam exchange kar letey hain :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Arey dosto veero bheno bhaiyo...

menu chad deyo...

Yaad rakna hum Pakistani hain...

Jo kuch bee hojay hum insaaf karne walle hain... aur sachay Muslim hain kisee ko na tang karo na khud kisee se tang ho.

Jo tumpar karay usko tum bee karaow.

Aur mein araam naheen karoongah jaab tak merey apne rishtadaar se leh kar purra Pakistan ke dil mien wo pyaar aye jis pyaar aur himmat ne humko Pakistan humko deeya.

Pakistaan Zindabaaad!

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

woooooooooo................pakistan zindabad

mujhay to chai bananni bhi naheen aati :bummer:

bilkul darust farmaya Faris :hug: :jhanda: Paksitan Zinda baade

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

after all his my bro:barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhe aaj kisi per bahut gussa aaya :mad2:

he is my friend :zobo:

Acha yah khao tum :shireen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

he is my bro:mocking: