Maya tum kub say iss tarah laal honay lag gai ho ![]()
jub mein tha to tum
ho kar laal hoti thi :jano:
![]()
chup kar k baitho am in very bad mood…![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
:no: mein thak gia hoon
mein aab laitoon ga ![]()
tumhain aaj dahi ballay naheen millay kia ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
main kha chuki hun dahi bhallay…![]()
laito baitho jo b karo but mjhko tang mat karo
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
dhai ballay ![]()
keon nah tang karo
Dr. nay mana kia hay kia ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haan mana kiya hai…![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nahi yaar bhaibhi ko tang na kar sab kiya kehen gay ![]()
![]()
challo phr theek hay ![]()
papay chaiye tum chai ka sath kha laina :aq:
Bhai ka khiyal nahen hay tumhain ![]()
Aunty aap ko kia howa ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
gussa a raha hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bhabhi ka khayal ziada rakhna chaiye ![]()
samja kar na ye na ho bhabhi naraz ho jayen k dono bhai mujse pyaar nahi karte.
bhabhi bhai loves you ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
me ko gussa naye ayya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
apni halat par bohat gussa aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
uff same here! apni life per ghussa araha hai!
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
oh yea mujhe be apni halat par aur life par bohat gussa araha hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kyunnnn…kya hua
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
m in gussa:mad2:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ubb tumhe kya hua…ajj tou sub ko gussa aa raha hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mujhe bht kuch howa aj