Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
haha salam faris bhai
kaise hain ap
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
haha salam faris bhai
kaise hain ap
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
iss say ziyada addab kia ho sakta hay tumhari larkeon kay sath ![]()
challo mein iss tarah baat karoon ga
:femme:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Humtho teek taak hain... duty se ik quick break le rahain hain.
Apnee sunnayo merey bhena aaj kaal kya khabar hain? :@:
can i send my gangsters
for your help :aq:
sallam Faris
PK has arranged some cute gals for me
and now teaching me what to do with these gals ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
koi nawi tazi nhi hai faris bhai
sannan itni badtameezi woh berdaasht nhi karain ge
thora normal behave kerna
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Sannan yaar walaykum Sallaam
Gundo ko chorooo yahan ik pagloo ne 12 logon ko goli mardee! ![]()
Abey kaal kee khabar hain… bhai jaan yeh England koy farishto ke zameen naheen.
Waissay yeh kaam rozana Pakistan mien hota hain lekin kisee na kisee waja par… yahan tho koy waja naheen… bus ik pagloo ne insaano ko shikaree karna shuroo kardeeya.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ Faris very true pakistan mein to rooz hota hay aur sub
khatay rahtay hain
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujhe bht gussa a raha hai un per jo masoomon ko marte hain
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Muje bee :ASA:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
dil kerta hai:2guns: ker doon
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Haan haan lekin kanoon ke hum sub majboor hain.
Allah sub kuch dekh raha hain… Ahkirat mien baymaano ko apne kartoot ka zabak miljaayga.
Lekin khud koy kaam ghair kanoonee mat karna. ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
acha bhai
InshAllah sub kuch acha ho jaye ga
Masoom Group
![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
me ko kissi pur bouhut hi gussa aa raha hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Mujhay apnay boss par jo pata naheen kahan kahan say kaam utha kar lay aaya hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Boss = Bulk of stupid service ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Boss
let me email to him ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()