Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

tum pehly apni pait pooja karo uncle khali pait kuch b bolty ja rhy ho chaloo khao ghanssss apni or khatam karoo isy sanan

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Naheen koi baat naheen tum kha lo meri khair hay Malaria :wink: Itna Ghusa keon kar rahi ho :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

oye ja oye maar na kha lena
waisy mery se pehly biwi ki as usual kha li hogi na......na maar khaya karoo apni biwi se is umer main.....sanan uncle

A lo Malria ka dimagh bilkul he chal gia aab bahanay bahanay say pata karna chah rahi hay kah meri shadi hoi kah naheen :wink:
Bayfikar raho mein tumharay jaisay dollay shah key chuheon key taraf daikhta bhi naheen hoon :barbie: mujh sa ziyada free mat ho :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

oye tera dimagh to sitak gya hooooo u must go to the doctor 4 u mentally n phisically treatment sanan uncle warna marz biger jaye ga

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Wohi physician jiss kay pass tum gai thi :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

haan jis se main ne tumhari treatment ki baat ki thi wohi us k pas jana
main ne usy bta diya tha k umer ziyada ho gai hai or dimagh kaam nhi karta sanan uncle
ab to zrrrrrror janaok

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Aur tum jo khud Qabar mein paoon latka kar baithi ho :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Laptop theek tu hu gai magar he told me that Video card is destroyed so I cant use windosmovie maker bas ghusa a rha hai bebasi per khushi ke sath sath :cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

very bad news good news g :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

dur fitty mu tumhraey dant kion nikley:mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Ghussay par :bummer: keonkah ghussa haram hay :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Jub mid night ko mairay colleague mein maira door knock kar kay apni broken love story sunnani suru kar di :aj:
Aab iss say koi poochay bhai maira keia qasoor :aj:
:yawn:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

abhi tuk toh nahi aaya ghussa :@:

Jub tum kissi baat ko mind karo gi tou ghussa aai ga na :smilestar:
leekan tum bhi true ho bcoz u kay pass mind he naheen hay :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

zaahir hai mind jo apna aapko de diya tha :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

woh tou mein nay kub ka bassi tukray baichnay wallay ko baich dia tha aur Choharay kha liye tha :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:bummer: no wonder aaj kul ulti seedhi baatain kerne lagey hain aap :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Woh tou Double **M **ka asar hay aik M nay mujhay kaat lia tha iss liye me ka dimagh ulat gia hay:crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

Gussa nai karna chahye achi bat nai