Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

yumhen waisy to koi bolny nhi deta khudi bolna shuru kr dety ho chup hi rhao
paaaaaaaaaaaaa g

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Keonkah mein jo bolti band kar daita hoon :5:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

^ :hehe:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

aaj apne aap pe ghussa aaya :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

^ kyoon? :konfused:

@Faris Bhai kiss par hans rahay hain :hmmm: zara naam to bata dain :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

cuz i should’ve known ki kisi pe depend nai kerna chahiye :hinna:

Yah baat aaj pata challi hay u ko :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

LP^ Aaaaw poor you :hug: you really shouldnt feel like that, thats how i used to feel and it’s a crap feeling… lifes for living :champ:

@ Sannan… was laughing at the comment not a person :hehe:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

stop marring me :emmy: sannan

faris sahab :hinna: filhaal :cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

@LP phir aisay kaam karna chore do na tum :aj:

@Faris, waisay jiss par comment kia hay uss ko daikh kar sirf rona ha aata hay :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

yep :hinna:

chalain aap logon se phir baat hogi

take care of urself
Allah hafiz :waves:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

^ Allah hafiz and see you soon … :e6:

:wave:

:zobo:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

kaisay ho sabb innocent frndz????

mein to bilkul theek hoon :lb:
aap sunain :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

i am alright:)
kya ho raha yahan????

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

try kar raha tha Larnay key leekan lagta hay Larkian aik dafa bissti karanay kay baad Toubah kar chuki hain panga lainay say :p

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

to tum se koi nai larta????

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:salam:
Aaj sarhay huwe loguN pe ghussa aya.
Sarhay huwe musshay logo: aap log jee kar ehsaan nai karrahe ho dunya par. Dunya pe aa gaye ho tau tikk kar baitho!
:mad2: