Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haan smjh gya faris bhai ap he smjha dena ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haan smjh gya faris bhai ap he smjha dena ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
sanan ko sikhana ^^
Aur RabZZZ ko maar maar
kar sikhana ![]()
Jiss larki ko daikho mairay peechay hath pair jhar kar par jati hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
hahahahahahah ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
tumhare peeche koun pagal pare gi
Yah lo aab tum bhi mairay pechay par gai hoooo ![]()
bachao bachao
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mein tumhare peeche nahi pare mere paas aur bhi kaam hai karne ke liye....tum hur larkeyy ke peeche pure ho
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
itna jhoot mat bolo Aunty ..kuch tou khuda ka khouf kar lo
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujhe jhoot bolna atta hi nahi hai...tum sikhao ge...tum bouhat acha jhoot boll lete ho
^^mjhay uper waloo ke batyn parh k gussa araha hay
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kyuuunnnn
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^RabZZZ kaisi bataiN karnay lagi ho tum aaj kal ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kaisi baatein kee hai maine
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
^ pata naheen Momo ko ghussa aa raha hay parh kar
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kis par gusa hai ap ko momo ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
tumhari aatein purh kur...meine tou kuch kahan bhi nahi
yah aatein kia hota hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
baatein....duhhhh
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Mujhay momo par ghussa aa raha hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
tumhe tou hur kissi pur gussa atta hai