Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:rotfl: very sad …tou Maya kahan thi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

woh apne hubby k e khyalon mei khoye hue the :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

phir to tumhara karobaar matha ho gia na :bummer:
mairay paisay to aab me ko wapus bhi naheen milaiN gaiy :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tum logon nay apnay business ki baat shuru kardi :emmy:

Acha to bhai :hug: tum batao tumhara Gandairi ka karo baar kaisa ja raha hay

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Gandairi ? ya kia hai

main is ka karobar karta hun :hmmm:

kabsay

:aj: tumhaiN gandairi ka naheen pata

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bhut gusa hai mjhe :aj: :aj: :aj: :aj: :aj: :aj: :mad2: :mad2: :mad2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Kis par waleed :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aapne aap par bechara

u mere pechay kyun pari hui hon .....chalo apnay kaam se kaam rkho shabash

tumharay peechay :eek: koun pari hay , zinda hay ya murdah :wink:

abhe tk to zinda hai …:omg: :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nahi nahi u bih meri hamesha thang khinch teh hoo is liye main tumhari ha ha ha

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein ne u ki koi taang nhe khecchi :nahi:

sannan bhai is baat ke gawah hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nah inahi ish bhaat ke sab ghwah hai ke aap meri thang khinchte haoo aur me aap ki hahahahaha

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kaambakht Chief nein muje temporarily promote kar ke… mera jeena mushkil kardeeya… :aj:

Muje aab naya work partner milla aur wo be ik larkee! :smack:

Meree duty public kee hain koy :wub: kilyeh naheen lekin aab do haftey muje is ballaa se bach kar rehna paraayga… yeh larkee to muje istara peechey paree howee hain :wub:

Aaab me kyaa karoo! :aj:

DCI saaab ke bee is maamlaay mien haath bandeh howey hain! UUUFFFFF!

:eek: Waleed baat idhar tuk phunch chuki hay :aq: ..yah tumhari kub say hoi :asa:

i iz very special

ure meine kiss ko tung kiya

yaar mein kya kahon ab :fatee: