Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

u key harkaat theek ho gai haiN :snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kaisi harkat:konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Pagloon walli

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mujhe aaj aapne aap par gussa aaya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:eek: keon

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sannan aap ki ahnke niche gihr jaye gih ase nah dekho
wase hi main aapi kithabe ghar main bhul ayi ustad ne me ko mahra :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:eek: Ustaad nay ya ustaani nay

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ustaad ne

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ustaani naheen hay u key :eek: kia aap sinaf-e-nazuk naheen ho

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ustaani hai nah lekin main woh wali kithabe bhuli jish main ustaad hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:mad3: bhai se plz kerne ke baad PC adhe ghante ke liye mila

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

dard aap kahan rahti haiN :aq:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

dard.... har kissi ki zindagi mein rehti hai :P

Aab iss ko kha na jana :khumar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

dard :hinna:

Mubarak ho bhai :rose:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

jee

kyon jee:emmy:

kyu aap neh kya karna hai jaahn kar

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ussko bhi dard dekhta hai kaysa hota hai ... hahahaha :)