Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

i hvnt had rest for the past 1 week:hinna: & till friday no rest either:bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

LP hum aap key Angraizi say buhat muta’sir hoye :sheen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

unn logooN par jin ko Urdu naheen aati hay

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mujhe aaj chaldi uthna parha is liye ghussa aaya jish ne college bahnaya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujay aj apnay upar gussa aya :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Illam hasil karna to buhat achi bat hay D1

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

hai toh lekin jab hume jaldi uthna pare toh nahi uffffffffff yeh college

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

boree baad D1, ya app ki parhnay ki umaar hay parho. meree to khialnay ki umar haa :LB:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aab zahir hay illam hasil karnay key liye thori say zahmat tou gawara karni paray gi nah
Kabhi aap ny unn sutdents kay baray mein socha jo rozana dosray cities say parhnay kay liye aata hain ?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

wese gusa aata to bohat kam hai but aj mere sabsy best frnd ney subha sy baat nahi ki me sy .... bas isi liey

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

jee kehte toh theek hai aap log pehle prahi bahd main aahram
jase paro geh likho geh bhano geh nawab khelo geh khudo geh hoo geh khrab

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

na jee na

parho gey likho gy ho ga dimagh kharab

khelo gey koodo gey to aaey ga har baat ka jawab

ye quote 2010 ka hai thora change ho gaya hai ab....

kash app nay ya baad apnay door main samjhi hoti to ajj app king with kingdom hotay :femmefatale:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Dard G nawabi waghaira k tou hum naheen jantay leekan Illam hasil karna Sunat-e-rasool (peace be upon him) hay

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nahi yeh ase hi hai jase main ne likha hai :naraz:(zain)

Hamara door to kabhi aaya he naheen G :teary3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nice sanaan bro ... its true ... n thanks for this msg

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

yih theek hai nah pheel college aur bhaad main sab khuch ok khush jah pana(sannan)

Aray bhai kounsa message ?

mairay khiyal mein parahi kay sath sath khana peena bhi chalta hay

saaf saaf keh dijiye LP pe:hoonh: