Oh sorry tum nay mana kia tha kah sub kay samnay woh walli batain naheen karni haiN ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
u ko serious hallucinations hone lage hain:bummer: sidra ne jo medic dee woh khatam ho gaye kya:5:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kya kare bechara passe nahi hai nah new gharidne ke liye pehli medic toh khatam hoo gahi nahi
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
yah Sidra koun hay :jano:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
itni jaldi bhool gaye:emmy:wohi jisko aap teen din pehle line maar rahey thay:cb:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Teen Din
me ko kal walli larkiaN yaad nahen haiN jin par mein line maar raha tha
waisay Sidra tayaar ho gai thi kia dosti kay liye :aq:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
subha subha uthnay per office k liay:@
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
aap ko aur bih koi kaam hai yah sirf laine hi marni aathi hai aap ko
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sidra ne u ko injection diya thaa:@:
Hum Na-Mahram kahwateen ko tou apnay nazdeek aanay key kabhi ijazat murhamat naheen farmatay haiN ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yah hamaray naam say kiss nay khurafaat bakhair rakhii haiN
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
my cuzns r down my house today an there following me
arrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Saraa din achaa guzraa lekin haaye kaambackt kaam…![]()
Gotta go to duty sounds like it’s an emergency so forgive me.
Allah kee marzee hoowee to phir kisee mor pe milengey.
Allah hafiz merey yaaro, bhaiho, behno…
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Fee Aman Allah Brother Faris
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Allah hafiz me missing u dear brother ![]()
aj gussa ni aya aj mere frnd booooooooht din bad ghar arai hay im ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
bas ek baat pr aya hoo to batyoo nah ........... bht sari batooo pr aya .........eeeewwwwwww