Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujhe apni sis per ar raha hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujhe apni sis per ar raha hai
aejaz
**Aaj meri sis pe Ghussa aaya. ![]()
Lekin phir maaf kar diya ![]()
**
ghussa Islam mein haram hay ![]()
Buhat acha kia kissi ko maaf karnay ka buhat sawab hota hay
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
still:mad3:
:salam2:
LP aap ko tou kabhi ghusa naheen aata hay ???
Khariat hay na
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haan…her sister lost both her combs
ispar ghussa aa rahi hai LP ko ![]()
Chalain G market say aur mill jaiN gay iss par ghussa karnay key zaroorat naheen hay waisay bhi sis nay gum kiye haiN koi baat naheen
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aur phir lose ho jayega:emmy:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
tou koi baat naheen LP chezaiN gum hoti rahti haiN don't worry
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Sanan plzzzzzzzzzzzzzzzzzzz humain tang karoo :)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kissi ko tang karna aur woh bhi larkeon Ko
kabhi naheen ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
sannnaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaannnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn
stop it now
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Maaf key giye ga PK aap ko kuch bura laga kia ![]()
sorry g
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
hawwwwwwwwwwwwwwwwwwww
plz sannan dnt b like this
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
PK kia howa aap ko … mein nay to kuch bhi naheen kaha jo aap ko bura lagay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Mujhe Sannan pe ghussa aaying…he is acting like an angel today ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
maybe he is an angel.. but u never realised it… see how ur poor ur perception is
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
jiiii nahiiiiiiiiiiiiiiii…he is no angel
![]()
my perception is never wrong
I think chot kaya hai kisi se aaj ![]()
mein to Allah ka aik Gunahgaar banda hooN ![]()