Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

fer koi onda bandobast nai keeta ??

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

me hundi te :hbk:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

te hunda te onde kolon 20 mint de 20 rupay mang lene san :rotfl: :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Nuqsaan ka paisa kaun deta:hmmm:

isi liye to tum nahi thi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:nahi:

ji mein aaya k kisi tyre ki hawa nikaal doon

tabhi sharafat ne entry maari aur kjuch bhi ulta seedha karne se rok diya:hehe:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bhayi app ko kuch nahi kerna mae ney app ke samney kahna hai maazey le ker :rotfl:

:cadet:

Ajj bohut gussa aya :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bijli saara din band rahi:mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^ i am with you :hbk:

tu kab chalien :asa:

OR abhi ayi ori sare gaye :pullhair:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Gussa aya itni mushkil hai machli kahana :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

male drivers pe ek toh pas diya ke bhaiya ap paleh chale jao thanku b nai kaha :grumpy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^madam road Aap ki nahi

Aap ne apna farz poora kiya

so no thanks:chai:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Humari taraf bhej di hoti to yeh ghussa na aata:smokin:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tor phor karne walon ko jail mein daala jaaye ga:devil:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aaya :aj: NY per

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^or jaye bahir :cb:

ajj gussa nahi chakker arahey hain :rotato:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aaya tha:mad2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Sir gee uk mein ek politness hoti hai jo we ppl follow by flashin car lights ya hath ka ishara for sayin thanku :Dso thanks milni chai woh dambo ne nai di :stuck_out_tongue:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sirf ek hi politeness:hmmm:

haath ka ishara to theek
magar
flashing car lights…:confused:

itni c baat
aur itna bara hungama:smack:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Asif pahin, ap ko jb b gusa ata ha, us ma Car involv hoti ha.
Mujy late uthny par gusa aya.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Humne sirf post # 26817 ka reply kiya

aaj to gaari ko haath bhi nahi lagaya Humne