Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:aj: can’t tell you … I talk with guy and thanks God he was on phone else I’ll be in Prison :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Sannnnooooooooooooooo…ithna ghussa sehath ke liye not good :hugz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yaar phir kia karooN :bummer: he did a blunder and i wanna **** him

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ab blunders tho sab se hotha hai na....I am sure you have done some too....bhool jaao yaar...apna khoon kyun boil kar rahe ho :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:aj: naheen bhool sakta and me apna ghussa idhar kissi par nikalooN ga

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

achchaaaa…nikaalooo mujhpe…kyun ke mujhe ghussa nahi aathi u pe :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mjhe gusa nhe ata

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

at someone:bummer:

:kursi::smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^:cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

u maarte rahiye:emmy: mai dheet ho gaye hoon:mocking:

:khumar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mjhay gusa aya hay aj mera lahore may or ap logo k sath akhri din hay.:frowning:
nxt vocations may aun ga.phir milay gay.:slight_smile:
us waqt tak
Allah Hafiz
Enjoy the gup shup
see you:waves:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^Good luck with everything…have fun where ever you are

:waves: Allah Hafiz

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Bhai tum bhai phairo kay rahnay wallay to nahen ho :konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nai may chichawatni rehta hoon
**thnk u aliya dost **:wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Bus bhai phair say agay 25 stop chore kar cheecha watni hay , mian chunno say pahlay ;)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ji miyan cahannu say pehlay..ap kahan rehatay ho?
aur ap kyun pooch rahay thay?
bhai phairoo b acha gaun hay.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Bhai jahan raat ho jay mein waheen so jata hooN ... i'm gypsy and whole world is mine

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:eek: darwaysh banday ho ap.